top of page
WELCOME
YASARIM EL
FAZAL ORSACHCHAI
About
3 záhir hai, ki tum Masíh ká wuh ḳhatt ho, jo ham ne ḳhádimoṉ ke taur par likhá; siyáhí se nahíṉ, balki zinda Ḳhudá kí Rúh se; patthar kí taḳhtíoṉ par nahíṉ, balki gosht kí, yáʻní dil kí taḳhtíoṉ par. 4Ham Masíh kí maʻrifat Ḳhudá par aisá hí bharosá rakhte haiṉ: 5yih nahíṉ ki bazát i ḳhud ham is láiq haiṉ, ki apní taraf se kuchh ḳhayál bhí kar sakeṉ; balki hamárí liyáqat Ḳhudá kí taraf se hai; 6jis ne ham ko naye ʻahd ke ḳhádim hone ke láiq bhí kiyá: lafzoṉ ke ḳhádim nahíṉ, balki rúh ke; kyúṉki lafz már ḍálte haiṉ, magar rúh zinda kartí hai
sing7gurpreet
bottom of page