top of page

yasarim El urdu hindi bible sermon

Public·4 members


jism ke aitbar jab hum jism ki khwahish ko pura krne mein lage rehtein hein to jismani ke sabab se khwahis hamla huti hai mtlab jaise urat garbwati hune ke baad ek bache ko janam deti hai, osi tarah jab jism mein isha paida huti hai to wuh paap ko janam deti hai

wuh jismani isha kaisi bhi ho sakti hai kisi bhi tarah ki ho sakti hai lekin janam wuh paap ko hhi degi, jiska baap shaitan hai

or jo log apni jism ki khwahish mein phase huye hein wuh shaitan se hein,

Yúhanná kí Injíl 8; 44Tum apne báp Iblís se ho, aur apne báp kí ḳhwáhishoṉ ko púrá karná cháhte ho.

Yaʻqúb 1;15 Phir ḳhwáhish hámila hokar gunáh ko jantí hai; aur gunáh jab baṛh chuká to maut paidá kartá hai.

isi tarah ruh ke aitbar se iman sunne se paida huta hai

or sunna masih ke qalaam se or iman se ruh paida huti hai or ruh ke phal hain gyaan dhiraj dyalgi sanjham ir ye sab masih yesu jo jalal ka chasma hai osi ke wasile paida huti hai,kyu ki zindghi or itmnan ka chasma wuhi hai,or wuh khuda ruh hai jo jisam sabab marta hai or ruh le sabab tisre din murdo mein se ji othta hai, or jo koi masih sath jisma ke itbar se mar chuka to wuh gunah aluda badan se aazad huya or masih ke sath hi tisre din murdo mein se ji otha, abb osper gunah ka koi ikhtyaar nhi,

romion 4;16 ISI WASTE WUH MIRAS IMAN SE MILTI HAI, TAKI FAZL KE TAUR PAR HO,

About

KHUDAWAND YESU MEIN APKI SALAMATI HO, MERE AZIZ BHAI BEHAN J...

bottom of page