top of page
  • Twitter
  • YouTube
  • Instagram

इंसान इंसान का खून पीकर और मांस खाकर जीता है।”



Insaan insaan ka khun pita  or mans kha kar  jeeta hai or zinda rehta hai .,

Wuh kaise yahi aaj ke is masih podcast ka fazl or sachchai ke adhin parkashan hai .,

 

इंसान ज़िंदगी चलाने के लिए मेहनत करता है और प्राकृतिक चीज़ों (खाना, पानी, घर, दवाई) के बदले कीमत देता है।:

Or tees chandi ke sikke men biq kar puri duniya ki keemat khudawand khuda masih yisu ne uske badla khun dediya hai or qeemat chukai ja chuki hai .,

 

kyu ki zamin ki upar or asmaan ke niche har ek qudrati jo insaan ko zinda rakhne or usko zindghi deti hai orja deti hai uski keemat hai or zamin ke saudgaro ka uspar kanbza hai jo jaan ke khrach hune ke badale wuh humen jaan ki keemat dete hai or insani jeevan chalta hai., jo bhi insaani ki sukh suvida se qudrati cheezen ilaqa rakhti uski insaan ko keemat deni padti hai apni jaan rakhne ke sabab

Yúhanná 6

: 53Yisúʻ ne un se kahá; Maiṉ tum se sach sach kahtá húṉ, ki Jab tak tum Ibn i Ádam ká gosht na kháo, aur us ká ḳhún na piyo, tum meṉ zindagí nahíṉ. 54Jo merá gosht khátá, aur merá ḳhún pítá hai, hamesha kí zindagí us kí hai, aur maiṉ use áḳhirí din phir zinda karúṉgá. 55Kyúṉki merá gosht fiʼlhaqíqat kháne kí chíz aur merá ḳhún fiʼlhaqíqat píne kí chíz hai. 56Jo merá gosht khátá aur merá ḳhún pítá hai, wuh mujh meṉ qáim rahtá hai, aur maiṉ us meṉ.

Lúqá 22

: 19Phir us ne roṭí lí, aur shukr karke toṛí, aur yih kahkar un ko dí, ki Yih merá badan hai, jo tumháre wáste diyá játá hai: merí yádgárí ke liye yihí kiyá karo. 20Aur isí tarah kháne ke baʻd piyála yih kahkar diyá, ki Yih piyála mere us ḳhún meṉ nayá ʻahd hai, jo tumháre wáste baháyá játá hai.

to mere kehne ka mtlb humare family men jo bhi head of the family jo humara pariwar palta hai humare liye duniya men mushaqat karta hai yani mehnat ,muqshaqat naukri ya bussness karta hai  ., to wuh waqt ke adhin kaam karta hai to uske badle paise milte hai jisse hum har tarah duniya men  shirrak sansarik taur par  medical jaroorten puri hoti hain ., magar wuh insaan daily 8 se 10 or 12 ghante or kai bar isse bhi jayda kaam karke phir wuh paise kamata hai .,jo log bahar  dusre mulko men apna kam karte hain salon saal lag jate hain unko  or waqt ke adhin khud ko kharach karta hai or jismani taur par zehni yani dimagi taur or apni jaan yani energy kharach karta hai or jaan khun men hoti hai phir wuh paise kamata or apni jaroorat puri krta hai or apni family ki ., to phir jo koi bhi mehnat kar raha wuh sansar men sab se pehla kya kharcha karta hai apni jaan or jan khun men hoti yani phir wuh kya kmata hai paisa jisse uski rozzana ki jaroorten puri hoti hai ., khun pasine mans ke badle kya milta hai rupaya ye currency exchange ki tarah to humen indain currency milti hai jisse hum us india currency se apni zindghi ki rozana jaroorten puri karte ., or wuh currencyt kaise change hoti kis se change hoti hai ., jab hum jismani taur par kam karte hain hard work karte hain waqt ke adhin jab hum kahrach hote jismani taur par zehni taur par jaan ke taur par to ghanto bhar mehni bhar kaam karne par wuh currency exchange hoti jab insaan apne aap ko pura kharach karta hai ., yani jjismani zehni taur par wuh uski jaan ki keemat hoti hai waqt ke adhin jo bhi wuh kam karta hai ., jisse wuh apni zindghi ka guzar guzaar karta hai ., to phir wuh jo khata jo uski kamai se hum chizen kha rahe ya apna pet bhar rahen wuh os insaan ka khun hai mans hai pasina hai zehan hai or kuch log is baat par bhi fakhr karte hain ki hum shakarharri hain .,

Paidáish 3

: 17Aur Ádam se us ne kahá, Chúṉki tú ne apní bíwí kí bát mání, aur us daraḳht ká phal kháyá, jis kí bábat maiṉ ne tujhe hukm diyá thá, ki Use na kháná: is liye zamín tere sabab se la‘natí húí; mashaqqat ke sáth tú apní ‘umr bhar us kí paidáwár kháegá;

 

 

duniye ke kafare ke liye

khhudawand masih yisu ne blood money di hai yani khun ki keemat ada ki

har papi or gunahgar ko

jo koi bhi gunah ke hath bika hua tha uski khudawand masih yisu apne paak be ab khun se kharida hai

aur wuhí hamáre gunáhoṉ ká kaffára hai, aur na sirf hamáre hí gunáhoṉ ká, balki tamám dunyá ke gunáhoṉ ká bhí.

 

ʻIbrá Níoṉ 9

: 12aur bakroṉ aur bachhṛoṉ ká ḳhún lekar nahíṉ, balki apná hí ḳhún lekar, pák makán meṉ ek hí bár dáḳhil ho gayá, aur abadí ḳhalásí karáí.

1 Kurinthíoṉ 7

: 23Tum qímat se ḳharíde gaye ho;

1 Patras 1

:  18kyúṉki tum jánte ho, ki tumhárá nikammá chál chalan jo bápdádá se chalá átá thá, us se tumhárí ḳhalásí fání chízoṉ, yaʻní sone chándí ke zaríʻe se nahíṉ húí; 19balki ek beʻaib aur bedág barre, yaʻní Masíh ke beshqímat khún se;

Mukáshafa 5

: 9Aur wuh yih nayá gít gáne lage, ki Tú hí is kitáb ke lene, aur us kí muhreṉ kholne ke láiq hai, kyúṉki tú ne zabh hokar apne ḳhún se har ek qabíle, aur ahl i zabán, aur ummat, aur qaum meṉ se Ḳhudá ke wáste logoṉ ko ḳharíd liyá;

Aʻmál 20

: 28Pas apní aur us sáre galle kí ḳhabardárí karo, jis ká Rúhuʼl Quds ne tumheṉ nigahbán ṭhahráyá, táki Ḳhudá kí kalísiyá kí gallabání karo, jise us ne ḳháss apne ḳhún se mol liyá.

 

 
 
 

Comments


© 2023 by Daniel Lunsford. Proudly created with Wix.com

bottom of page