top of page
Writer's pictureYasarim El

25 दिसंबर यीशु मसीह के जन्म दिन की सच्चाई The truth about christmas December 25th


Shalom masih yehsua men aap saboh ki salamati ho

To  aj ke is updesh ka udshay  maqsad  hai

Kalam e haq ke mutbik

Abraham or sarah ke bête betiyon

Ko jitney bhi iman wale hain

Or masih ki  deh ka hissa hain ,,,

unko is baat se shchet karna hai

schchai ke kalam ke sath ki masih yesu padaish

ki  sachchai kalam haq ke mutabik kya hai

kyu  ki December ka mahina chal raha to pura sansaar hi

is December ke mahine

masih ke paida hune ke din ko apne tarike se

celebriate karta hai

baki jitney bhi sune ge qaboll karna ur amal karna unki choice hai

magar sansaar men jo sachchai ke kalam se gumrah

hain unko sachchai batana sachchai sochet farz hai

Unheṉ sachcháí ke wasíle se muqaddas kar: terá kalám sachcháí hai.

 

Yúhanná 8

; 32aur sachcháí se wáqif hoge, aur sachcháí tum ko ázád karegí

Yúhanná 15

; 16Tum ne mujhe nahíṉ chuná, balki maiṉ ne tumheṉ chun liyá, aur tum ko muqarrar kiyá, ki jákar phal láo, aur tumhárá phal qáim rahe; táki mere nám se jo kuchh Báp se máṉgo, wuh tum ko de. 17Maiṉ tum ko in bátoṉ ká hukm is liye detá húṉ, ki tum ek dúsre se mahabbat rakkho. 18Agar dunyá tum se ʻadáwat rakhtí hai, to tum jánte ho ki us ne tum se pahle mujh se bhí ʻadáwat rakkhí hai. 19Agar tum dunyá ke hote, to dunyá apnoṉ ko ʻazíz rakhtí: lekin chúṉki tum dunyá ke nahíṉ, balki maiṉ ne tum ko dunyá meṉ se chun liyá hai, is wáste dunyá tum se ʻadáwat rakhtí hai.

1 Yúhanná 4

; 5Wuh dunyá se haiṉ, is wáste dunyá kí sí kahte haiṉ, aur dunyá un kí suntí hai. 6Ham Ḳhudá se haiṉ: jo Ḳhudá ko jántá hai, wuh hamárí suntá hai; jo Ḳhudá se nahíṉ, wuh hamárí nahíṉ suntá. Isí se ham haqq kí rúh aur gumráhí kí rúh ko pahchán lete haiṉ.

 

 

To pehle December mahina hi kyu or kaise khuda ki padaish ke liye teh hoyia

Uske baad hum bible ke mutabik jane ge khuda ki padaish ka din

Ye aaj ke din puri duniya men christmies celebraite kiya jata hai

Wuh ek manta  par nirdhard hai

Yai man gadit

Aʻmál 2

; 22Ai Isráílío, yih báteṉ suno, ki Yisúʻ Násarí ek shaḳhs thá, jis ká Ḳhudá kí taraf se honá tum par un muʻjizoṉ aur ʻajíb kámoṉ aur nishánoṉ se sábit húá, jo Ḳhudá ne us kí maʻrifat tum meṉ dikháe, chunáṉchi tum áp hí jánte ho. 23Jab wuh Ḳhudá ke muqarrara intizám aur ʻilm i sábiq ke muwáfiq pakaṛwáyá gayá, to tum ne besharaʻ logoṉ ke háth se use salíb dilwákar már ḍálá:

येसु की जनम तिथि इसाई पारम्परिक date  25 दिसंबर यह तारीख पहली बार 350 ईस्वी में पोप जूलियस पर्थम दवारा  adhikar ke taur par ghoshit ki gait yani romen raj ke dwara hi ye 25 december date the ki gait hi

,,25 december ko chunne ka asal karan ye partit huta hai ke ye 25 march ke thik 9 mhine baad jo yesu ke karooos par chadne ki paramprik tarikh hai, us waqt ye dharmik vichar viksat kiya ki yesu

Kalpna ke adhar par 25 march ko yesu ko saleeb diya ga or uske thik no mahine baad yesu ki janam tarik niradart ki gai… romian

Dwara jinki hakumat ke waqt yesu ko salib diya gaya

Magar ye pope julies ke dwara 325 ishwi men the hui

 

Ab hum bible mutabik  dekhe ge kalam haq ke mutabik

Galatíoṉ 4

; 4lekin jab waqt púrá ho gayá, to Ḳhudá ne apne Beṭe ko bhejá, jo ʻaurat se paídá húá, aur sharíʻat ke mátaht paidá húá,

 

 

Lúqá 1

; 26Chhaṭe mahíne Jibraíl firishta Ḳhudá kí taraf se Galíl ke ek shahr meṉ jis ká nám Násarat thá, ek kuṉwárí ke pás bhejá gayá,

Aba musa ki shriat ke mutabik

Chatta mahina kauna hai

Elul  ka mahina

एलुल (हिब्रू: אֱלוּל‎, हिब्रू कैलेंडर में धार्मिक वर्ष का छठा महीना है। यह 29 दिनों का महीना है। एलुल आमतौर पर ग्रेगोरियन कैलेंडर पर अगस्त-सितंबर में आता है।

[1]To ye humare indian mahine ke mutabik kaun sa mahina banta hai

 

Ab

Navcjaat bache ki padisha ka natural prse oses hai

Hai,,

9 mahine ka waqt huta hai

सिवान हिब्रू कैलेंडर पर  धार्मिक वर्ष का तीसरा महीना है। यह 30 दिनों का महीना है। सिवान मई-जून में पड़ता है।

To bible ke mutabik

Musa ki shariat ke mutabik yesu ka janam din

Sivan mahine ki 6 tarikh ko the huta

Yani 6 mai

Humare indian clender ke mutabik

Ab 6 mai ko kaise

 

1 Kurinthíoṉ 15

; 40Ásmání bhí jism haiṉ, aur zamíní bhí: magar ásmáníoṉ ká jalál âur hai, zamíníoṉ ká âur. 41Áftáb ká jalál âur hai, máhtáb ká jalál âur, sitároṉ ká jalál âur; kyúṉki sitáre sitáre ke jalál meṉ farq hai. 42Murdoṉ kí qiyámat bhí aisí hi hai. Jism faná kí hálat meṉ boyá játá hai; aur baqá kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: 43behurmatí ki hálat meṉ boyá játá hai; aur jalál kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: kamzorí kí hálat meṉ boyá játá hai; aur quwwat kí hálat meṉ jí uṭhtá hai: 44nafsání jism boyá játá hai; aur rúhání jism jí uṭhtá hai. Jab nafsání jism hai, to rúhání jism bhí hai. 45Chunáṉchi likhá bhí hai, ki Pahlá ádmí, yaʻní Ádam, zinda nafs baná. Pichhlá Ádam zindagí baḳhshnewálí rúh baná. 46Lekin rúhání pahle na thá, balki nafsání thá; is ke baʻd rúhání húá. 47Pahlá ádmí zamín se, yaʻní ḳhákí, thá: dúsrá ádmí ásmání hai.

 

So chhaṭá din húá

27 26Phir Ḳhudá ne kahá, ki Ham insán ko apní súrat par apní shabíh kí mánind banáeṉ;

Aur Ḳhudá ne insán ko apní súrat par paidá kiyá, Ḳhudá ki súrat par us ko paidá kiyá; nar o nárí un ko paidá kiyá.

Galatíoṉ 4

; 4lekin jab waqt púrá ho gayá, to Ḳhudá ne apne Beṭe ko bhejá, jo ʻaurat se paídá húá, aur sharíʻat ke mátaht paidá húá,

 

 

 

हिब्रू कैलेंडर में लीप वर्ष में 13 महीने होते हैं, जो हर 19 साल में आता है। अतिरिक्त महीने को अदार II कहा जाता है,

ʻIbrá Níoṉ 9

27Aur jis tarah ádmíoṉ ke liye ek bár marná aur us ke baʻd ʻadálat ká honá muqarrar hai; 28isí tarah Masíh bhí ek bár bahut logoṉ ke gunáh uṭháne ke liye qurbán hokar, dúsrí bár bagair gunáh ke, naját ke liye un ko dikháí degá, jo us kí ráh dekhte haiṉ.

ROMÍOṈ 8

‘ ; 12 Pas, ai bháiyo, ham qarzdár to haiṉ, magar jism ke nahíṉ, ki jism ke mutábiq zindagí guzáreṉ. 13Kyúṉki agar tum jism ke mutábiq zindagí guzároge, to zarúr maroge. Aur agar rúh se badan ke kámoṉ ko nest o nábúd karoge, to jíte rahoge. 14Is liye ki jitne Ḳhudá kí Rúh kí hidáyat se chalte haiṉ, wuhí Ḳhudá ke beṭe haiṉ.

 

2 KURINTHÍOṈ 5

‘; 14 Kyúṉki Masíh kí mahabbat ham ko majbúr kar detí hai; is liye ki ham yih samajhte haiṉ, ki jab ek sab ke wáste múá, to sab mar gaye; 15aur wuh is liye sab ke wáste múá, ki jo jíte haiṉ, wuh áge ko apne liye na jíeṉ, balki us ke liye jo un ke wáste múá, aur phir jí uṭhá. 16Pas ab se ham kisí ko jism kí haisíyat se na pahcháneṉge; háṉ, agarchi Masíh ko bhí jism kí haisíyat se jáná thá, magar ab se nahíṉ jáneṉge.

ROMÍOṈ 6

; 3Kyá tum nahíṉ jánte, ki ham jitnoṉ ne Masíh Yisúʻ meṉ shámil hone ká baptisma liyá, to us kí maut meṉ shámil hone ká baptisma liyá? 4Pas maut meṉ shámil hone ke baptisma ke wasíle se ham us ke sáth dafn húe; táki jis tarah Masíh Báp ke jalál ke wasíle se murdoṉ meṉ se jiláyá gayá, usí tarah ham bhí nayí zindagí kí ráh chaleṉ. 5Kyúṉki jab ham us kí maut kí mushábahat se us ke sáth paiwasta ho gaye, to beshakk us ke jí uṭhne kí mushábahat se bhí us ke sáth paiwasta hoṉge. 6Chunáṉchi ham jánte haiṉ, ki hamárí purání insáníyat us ke sáth is liye salíb dí gayí, ki gunáh ká badan bekár ho jáe, táki ham áge ko gunáh kí gulámí meṉ na raheṉ. 7Kyúṉki jo múá, wuh gunáh se barí húá. 8Pas jab ham Masíh ke sáth múe, to hameṉ yaqín hai ki us ke sáth jíeṉge bhí; 9kyúṉki yih jánte haiṉ ki Masíh jab murdoṉ meṉ se jí uṭhá hai to phir nahíṉ marne ká; maut ká phir us par iḳhtiyár nahíṉ hone ká. 10Kyúṉki Masíh jo múá, gunáh ke iʻtibár se ek bár múá: magar ab jo jitá hai, Ḳhudá ke iʻtibár se jítá hai. 11Isí tarah tum bhí apne áp ko gunáh ke iʻtibár se murda, magar Ḳhudá ke iʻtibár se Masíh Yisúʻ meṉ zinda samjho.

1 PATRAS 3

; 22 wuh ásmán par jákar Ḳhudá kí dahiní taraf baiṭhá hai; aur firishte aur iḳhtiyárát aur qudrateṉ us ke tábiʻ kí gayí haiṉ.

ʻIBRÁ NÍOṈ 6

1Pas áo, Masíh kí taʻlím kí ibtidáí báteṉ chhoṛkar kamál kí taraf qadam baṛháeṉ, aur murda kámoṉ se tauba karne, aur Ḳhudá par ímán láne kí, 2aur baptismoṉ, aur háth rakhne, aur murdoṉ ke jí uṭhne, aur abadí ʻadálat kí taʻlím kí bunyád dobára na dáleṉ. 3Aur Ḳhudá cháhe, to ham yihí kareṉge. 4Kyúṉki jin logoṉ ke dil ek bár raushan ho gaye, aur wuh ásmání baḳhshish ká maza chakh chuke, aur Rúhuʼl Quds meṉ sharík ho gaye, 5aur Ḳhudá ke ʻumda kalám, aur áyanda jahán kí quwwatoṉ ká záiqa le chuke, 6agar wuh bargashta ho jáeṉ, to unheṉ tauba ke liye phir nayá banáná námumkin hai, is liye ki wuh Ḳhudá ke Beṭe ko apní taraf se dobára salíb dekar ʻalániya zalíl karte haiṉ. 7Kyúṉki jo zamín us bárish ká pání pí letí hai, jo us par bár bár hotí hai, aur un ke kárámad sabzí paidá kartí hai, jin kí taraf se us kí kásht bhí hotí hai, wuh Ḳhudá kí taraf se barakat pátí hai: 8aur agar jháṛiyáṉ aur úṉṭkaṭáre ugátí hai, to námaqbúl, aur qaríb hai ki laʻnatí ho, aur us ká anjám jaláyá jáná hai.

 

KULUSSÍOṈ 3

1Pas jab tum Masíh ke sáth jiláe gaye, to ʻálam i bálá kí chízoṉ kí talásh meṉ raho, jaháṉ Masíh maujúd hai, aur Ḳhudá kí dahiní taraf baiṭhá hai. 2ʻÁlam i bálá kí chízoṉ ke ḳhayál meṉ raho, na zamín par kí chízoṉ ke; 3kyúṉ ki tum mar gaye, aur tumhárí zindagí Masíh ke sáth Ḳhudá meṉ chhipí húí hai. 4Jab Masíh, jo hamárí zindagí hai, záhir kiyá jáegá, to tum bhí us ke sáth jalál meṉ záhir kiye jáoge.

ROMÍOṈ 8

; 5 Kyúṉki jo jismání haiṉ, wuh jismání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ; lekin jo rúhání haiṉ, wuh rúhání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ. 6Aur jismání níyat maut hai; magar rúhání níyat zindagí aur itmínán hai: 7is liye ki jismání níyat Ḳhudá kí dushmaní hai;

GALATÍOṈ 4

; 9 magar ab jo tum ne Ḳhudá ko pahcháná, balki Ḳhudá ne tum ko pahcháná, to un zaʻíf aur nikammí ibtidáí bátoṉ kí taraf kis tarah phir rujúʻ hote ho, jin kí dobára gulámí karní cháhte ho? 10Tum dinoṉ, aur mahínoṉ, aur muqarrará waqtoṉ, aur barasoṉ ko mánte ho

Kyá tum aise nádán ho, ki Rúh ke taur par shurúʻ karke, ab jism ke taur par kám púrá karná cháhte ho?

 

Lekin tum jismání nahíṉ, balki rúhání ho, basharte ki Ḳhudá kí Rúh tum meṉ basí húí hai. Magar jis meṉ Masíh kí Rúh nahíṉ, wuh us ká nahíṉ.

 

0 views0 comments

Comentários


bottom of page