top of page
  • Twitter
  • YouTube
  • Instagram

CHEmical Reaction By Act Of Body Urdu Hindi Bible ‪@YasarimEl‬


 


Tezab (acid) ek chemical hota hai

Wazah or kaRAN KOI BHI HO SAKTA HAI

Jab insani mans (flesh) ya chamdi (skin) tezab (acid) ke sampark mein aata hai, to uska ek comical reaction hota hai wuh apna asar choda hai skin par  to us par bahut gambhir asar padte hain. Acid ki prakar (jaise sulfuric acid, hydrochloric acid, nitric acid) aur uski concentration ke anusar symptoms alag ho sakte hain. Yahaan kuch aam prabhav diye gaye hain:

Jalan aur dard – Tezab turant skin ko jalan aur teekhi takleef pahunchata hai.

Sujan aur laalpan – Contact area lal ho jata hai aur sujan aane lagti hai.

Skin ka jalna – Tezab skin ke upar ki layer ko jalakar nuksan pahunchata hai, kabhi-kabhi gehri layers tak.

Jab injection ya medicine hamare badan ke andar jati hai, tab bhi ek chemical reaction hota hai

OR JAB ISKA GALAT ASAR PADTA HAI NJECTION YA MEDCINE KA TO

खुजली (Itching)

शरीर के किसी हिस्से या पूरे शरीर में लगातार खुजली होना।

🔹 2. चकत्ते (Rashes)

त्वचा पर लाल रंग के दाने या चकत्ते निकल आना।

🔹 3. सूजन (Swelling)

चेहरा, होंठ, पलकों या जीभ पर सूजन आना।

🔹 4. साँस लेने में तकलीफ (Breathing Problem)

4. (Dimag par asar)

Ghabrahat

Bechaini

Neend na aana

MAIN RUHANI TAUR PAR  MUKASHAFA KE TAUR PAR APKO YE SAMJHANE KI KOSHISH KAR RAHA HUN

IS WAQT MAIN BOL RAHA HUN

OR AAP SUN RAHEN

MUJHE BOLNE MEN OR APKO SUNNE MEN JO MEHSOOS HO RAHA FEEL HO RAHA USKI WAZAH

KI HUMARI BODY MEN CAMICAL RACTION KI WAZAH SE HAI

JAB HUM BOLTE YA SUNTE USSE HUMARI BODY MEN KHUN MEN CAMICAL REACTION HOTA HAI

ASAAN BHASHA MEN SAMJHE TO

MEDICAL SCINCE KI DUNIYA MEN ISE

CAMICAL REACTION KEHTE HAIN

Haan, bilkul!Chemical reactions humare khun (blood), dil (heart), aur dimaag (brain) OR PURI BODY  —par ASAR  hotA HAI  hain, aur yehi reactions humare jazbaat, health, energy, dard, neend, pyaar, gussa, thakan sab kuch control karte hain.

Gussa, mohabbat, nafrat, aaraam, shaanti, sabr — ye sab aur aam sansarik bhaasha (daily language) mein hum inhe jazbaat, ehsaas ya feelings KE naamon se PEHCHANTE HAIN  hain.

MEDICAL SCINCE MEN ISE CAMICAL REACTION KEHTE HAIN JO HUAMRE

BODY MEN HOTEN HAI

OR PHIR HUMEN ACHA YA BURA MEHSOOS HOTA HAI

YE SAB ANDAR CAMICAL REACTION KE WAZAH SE HOTA ACCORDING TO MEDICAL SCINCE

OR RUHANI DUNIYA MEN

VIHSWASH KI DUNIYA MEN

YE RUHEN HAIN SPIRITS HAIN

GUSA NAFRAT MAHOBBAT SABAR

SHANTI

Hamare har EK  action, har soch, har mehsoos karne se body ke andar chemical reaction hota hai.Chhoti se chhoti baat — jaise aasu bahana, muskurana, gussa hona, chinta, neend,

Hamare dimaag mein:

86 billion neurons hote hain

Har thought ek chemical + electric signal hoti hai

Dil ke paas bhi apna chhota nervous system hota hai (cardiac brain)

Dil emotion detect karta hai — aur brain ko signal bhejta hai

Pyaar, shanti, daya, prem — sab dil ke gyaan se aate hain

👁️‍🗨️ Gyaan Indriyaan (Sense Organs) kya hain?

Humari body mein 5 mukhya gyaan indriyaan hoti hain:

 


 

Ankhen yani Dekhna (Vision)

 

Kan yani Sunna (Hearing)

 

Naak yani Soonghna (Smell)

 

Juban yani Chakhna, bolna (Taste/Speech)

Sparsh, mehsoos karna

ABH SABSE PEHLE HUM KYA DEKH

RAHEN HAIN

KYA  SUN RAHEN

HAIN

 

 

 

KYA BOL RAHEN HAIN

OR AGAR DEKH RAHE HAIN TO KIS NIYAT IRADE SE DEKH RAHEN  HAIN

SUN RAHEN HAIN

OR BOL RAHEN HAIN

OR SAMJH RAHEN

USI KA ASAR HUMARE DIL DIMAG MEN HUTE HAI

MEDICAL SCINCE MEN CAMICAL REACTION

OR AMM JUBAN MEN HUM WUHI MEHSOOS KARTE HAIN

JO DEHTE SUNTE BOLTE OR USKE PISSE NIYAT IRADA KAPLNA KYA HOTI HAI

OR

VIHSWASH KI RUHANI DUNIYA MEN

HUM KIS TARAH KI SPIRIT KO DEKHTE HAIN

SUNTE HAIN KIS SPIRIT KE SATH BOLTE HAIN

YANI USKE PICHE KYA NIYAT IRADA HAI KALPNA HAI

USI KA ASR HUMARI ZINDGHI MEN HOTA HAI

AB  SOCHNE WALE BAAT YE HAI KI HUMEN LAFZO KI SHABDO KI JAROORAT KYU PADI

SHABAD ISLIYE HAIN

KI JO HUM MEHSOOS KARTE HAIN

JO HUM SOCHTE HAIN

JO HUAMRI KALPNA HAI

NIYAT HAI IRADA HAI USKO

BYAAN KAR SAKE ZAHIR KAR SAKEN

SHABAD ISLIYE HAIN

DIL KE TASWWUR OR KHYAAL NIYAT IRADE KO

BYAAN ZAHIR KARNE KE LIYE

ISI KA ASAR HUMARI ZINDGHI OR HUMARE DIL DIMAG PAR HOTA HAI ISI KA ASAR DUSRE KA DIL DIMAG PAR HOTA HAI

AB INSAAN

DO TARAH KA HAI YANI INSANI RUH DO TARAH KI HAI

EK RUHANI

OR EK JISMANI

EK TO WUH HAI JO HAR BAAT RUH KI HIDAYAT SE BOLTA SUNTA SAMJHTA HAI CHALTA HAI OR KARTA BHI HAI YE RUHANI INSANIYAT HAI

 

OR DUSRA WUH HAI JO JISM KE MUTABIK DUNIYAWI KHAWHAISHATA KE MUTABIK SUBAAWIK TAUR PAR CHALTA HAI |

YE JISMANI INSAAN HAI

1 Yúhanná 2

: 16Kyúṉki jo kuchh dunyá meṉ hai, yaʻní jism kí ḳhwáhish, aur áṉkhoṉ kí ḳhwáhish, aur zindagí kí sheḳhí, wuh Báp kí taraf se nahíṉ, balki dunyá kí taraf se hai. 17Dunyá aur us kí ḳhwáhish donoṉ miṭtí játí haiṉ,

 

OR BIBLE JAB ANKH KI BAT KARTI HAI TO INSANI KALPNA KI BAAT KARTI HAI

VISION KI BAAT KARTI HAI

KARAM SOCHNE SE

KALPNA SE , BULNE SE DEKHNE SE

OR PHIR LAST PHYSCAL ACTION KE JARIYE

YE SAB KARAM HI HAIN

 

KYA SOCH RAHNE KYA SUN RAHNE KYA DEKH RAHEN KYA BOL RAHEN OR ACTION KE DWARA KYA HO RAHA YANI CHALNE PHIRNE KE DWARA YE KIRIYA HAI KARAM HAI YE HO CHUKA HAI

 

Matí 15

: 18Magar jo báteṉ muṉh se nikaltí haiṉ, wuh dil se nikaltí haiṉ, aur wuhí ádmí ko nápák kartí haiṉ. 19Kyúṉki bure ḳhayál, ḳhúnrezíáṉ, zinákáríáṉ, harámkáríáṉ, choriyáṉ, jhúṭhí gawáhíáṉ, badgoíáṉ díl hí se nikaltí haiṉ. 20Yihí báteṉ haiṉ, jo ádmí ko nápák kartí haiṉ;  Amsál 6: 25Tú apne dil meṉ us ke husn par ‘áshiq na ho;

Aur wuh tujh ko apní palakoṉ se shikár na kare.

Matí 6

: 22Badan ká chirág áṉkh hai: pas agar terí áṉkh durust ho, to terá sárá badan raushan hogá; 23aur agar terí áṉkh ḳharáb ho, to terá sárá badan tárík hogá; pas agar wuh raushní jo tujh meṉ hai táríkí ho, to táríkí kaisí baṛí hogí!

Ab ankh ko to dekhne ki qudrat hasil

Hai iska to kam hai

Magar mayine ye rakhta hai

Ki kis niyat irade se dekh rahen hain

Or dekhne ke baad jo dekha hai uske parirti

Insaani dil ki dili icha kya hai

Khayal kaise hai

Kalpna kaisi

Kyu khuda dil niyat irade ko janchta hai

Galatíoṉ 6

; 8Jo koi apne jism ke liye botá hai, wuh jism se halákat kí fasl káṭegá; aur jo Rúh ke liye botá hai, wuh Rúh se hamesha kí zindagí kí fasl káṭegá.

 

Paidáish 3

: 6‘Aurat ne jo dekhá, ki wuh daraḳht kháne ke liye achchhá, aur áṉkhoṉ ko ḳhushnumá ma‘lúm hotá hai, aur ‘aql baḳhshne ke liye ḳhúb hai, to us ke phal meṉ se liyá, aur kháyá; aur apne shauhar ko bhí diyá, aur us ne kháyá. 7Tab donoṉ kí áṉkheṉ khul gayíṉ, aur un ko ma‘lúm húá ki wuh nange haiṉ; aur unhoṉ ne anjír ke pattoṉ ko síkar apne liye lungiyáṉ banáíṉ.

Yaha par ek dekhn kar jo uske parti kalpna irada hai

Wuh ye hai ki

aur áṉkhoṉ ko ḳhushnumá ma‘lúm hotá hai, aur ‘aql baḳhshne ke liye ḳhúb hai,

9Tab Ḳhudáwand Ḳhudá ne Ádam ko pukárá, aur us se kahá, ki Tú kaháṉ hai? 10Us ne kahá, Maiṉ ne bág̣ meṉ terí áwáz suní, aur maiṉ ḍará, kyúṉki maiṉ nangá thá; aur maiṉ ne apne áp ko chhipáyá. 11Us ne kahá, Tujhe kis ne batáyá ki tú nangá hai? Kyá tú ne us daraḳht ká phal kháyá, jis kí bábat maiṉ ne tujh ko hukm diyá thá, ki use na kháná?

2 Samúel 11

: 2Aur shám ke waqt Dáúd apne palang par se uṭhkar bádsháhí mahall kí chhat par ṭahalne lagá: aur chhat par se us ne ek ‘aurat ko dekhá jo nahá rahí thí; aur wuh ‘aurat niháyat ḳhúbsúrat thí. 3Tab Dáúd ne log bhejkar us ‘aurat ká hál daryáft kiyá: aur kisí ne kahá, Kyá wuh Ili‘ám kí beṭí Batsaba‘ nahíṉ jo Hittí Úriyáh kí bíwí hai? 4Aur Dáúd ne log bhejkar use bulá liyá; wuh us ke pás áí, aur us ne us se suhbat kí, kyúṉki wuh apní nápákí se pák ho chukí thí: phir wuh apne ghar ko chalí gayí. 5Aur wuh ‘aurat hámila ho gayí; so us ne Dáúd ke pás ḳhabar bhejí, ki Maiṉ hámila húṉ.

Or oriya ko jung ke maidan men  marne ke liye akela chod diya giya daud badsha ke kehne par yani jung ke maidan men marwa dala

Jab koi aadmi kisi aurat ko vasana bhari nazar se dekhta hai, to uski brain aur hormones mein chemical reactions hota  hain:

Yani ruhani juban men uske dil or khyaal

Niyat irade men wuh vabhichar kar cuka hai

To is wazah se  , to uske brain aur hormones mein chemical reactions hota  hai

to uske sharir mein testosterone naam ka ek hormon badhne lagta hai.

Ye hormone ek  body alarm

Signal jo

Body ko ehsaas dilate hai

Body bhawana paida karta hai

Kaunsi bhawana zina ki khawahish

·         Amygdala dimaag ka wo hissa hai jo bhavnaon (emotions) par kaam karta hai — jaise lalach, vasna, gussa ya darr.

·         Jab koi vasna bhari cheez dekhi jaati hai, to Amygdala active ho jaata hai.

·         Hypothalamus ek aur hissa hai jo sex se judi pratikriya (response) ko sambhalta hai.Yeh dimaag ko yeh sandesh deta hai:

"Kriya karo (Act karo), yeh drishya tumhe chahiye."

आपका एमिग्डाला आपके मस्तिष्क के अंदर एक छोटी, बादाम के आकार की संरचना है एमिग्डाला को इसका नाम इसके आकार के कारण मिला है। "एमिग्डाला" ग्रीक शब्द "बादाम" से आया है।

Hebrew men

Ha Shaqed  שָׁקֵד

यह आपके द्वारा देखी या सुनी गई चीज़ों को संसाधित करता है और उस जानकारी का उपयोग यह जानने के लिए करता है

Jise aap apni ankho se dekh rahen or jis niyat or irade bhawana se dekhten hain

तो आपका अमिग्डाला आपको डर या ऐसी ही अन्य भावनाओं का अनुभव कराएगा।

Ehsaas feeling attraction

Asaan bhasha men ye kalampana or bhawana ke jariye khyaal or ehsaas jazbaat ke wasile

Us kiriya ke sath jodta hai

  • भावनाओं को यादों से जोड़ते हैं।

आपकी इंद्रियों, विशेष रूप से khushbo  (यही कारण है कि khushbho  भावनाओं और यादों से गहराई से जुड़ ta hai

डोपामाइन हमें आनंद का अनुभव कराने में सबसे प्रमुख भूमिका निभाता है

टेस्टोस्टेरोन एक हार्मोन है जो पुरुष शारीरिक विशेषताओं के विकास में महत्वपूर्ण भूमिका निभाता है, जिसमें मांसपेशियों का bhar or akar , चेहरे के बाल और गहरी आवाज शामिल हैं 

Matí 5

: 27Tum sun chuke ho ki kahá gayá thá, ki Ziná na kar; 28lekin maiṉ tum se yih kahtá húṉ, ki jis kisí ne burí ḳhwáhish se kisí ʻaurat par nigáh kí, wuh apne dil meṉ us ke sáth ziná kar chuká.

 

Likha hai  Yaʻqúb 1

: 15Phir ḳhwáhish hámila hokar gunáh ko jantí hai; aur gunáh jab baṛh chuká to maut paidá kartá hai. 1

14háṉ, har shaḳhs apní hí ḳhwáhishoṉ meṉ khiṉchkar aur phaṉskar ázmáyá játá hai.

Or ye ankho ki khawahish jisse zina ki ruh kam karti hai

Dil niyat irade men

Kalpna par

 

Zabúr 119

: 37Merí áṉkhoṉ ko butlán par nazar karne se báz rakh,

Aur mujhe apní ráhoṉ meṉ zinda kar.

Aiyúb 31

1Maiṉ ne apní áṉkhoṉ se ‘ahd kiyá hai,

Phir maiṉ kisí kuṉwárí par kyúṉkar nazar karúṉ?

1 Tímuthiyus 5

: ; 2aur jawánoṉ ko bháí jánkar; aur baṛí ʻumrwálí ʻauratoṉ ko máṉ jánkar; aur jawán ʻauratoṉ ko, kamál pákízagí se, bahin jánkar. 3Un bewa ʻauratoṉ kí jo wáqaʻí bewa haiṉ, ʻizzat kar. 4Aur agar kisí bewa ke beṭe yá pote hoṉ, to wuh pahle apne hí gharáne ke sáth díndárí ká bartáo karná, aur máṉ báp ká haqq adá karná síkheṉ; kyúnki yih Ḳhudá ke nazdík pasandída hai. 5Jo wáqaʻí bewa hai aur us ká koí nahíṉ, wuh Ḳhudá par ummed rakhtí hai, aur rát din munáját aur duʻáoṉ meṉ mashgúl rahtí hai

Aʻmál 26

: Pas dekhná, jo raushní tujh meṉ hai táríkí to nahíṉ.

18ki tú un kí áṉkheṉ khol de, táki andhere se raushní kí taraf, aur Shaitán ke iḳhtiyár se Ḳhudá kí taraf rujúʻ láeṉ, aur mujh par ímán láne ke báʻis gunáhoṉ kí muʻáfí, aur muqaddasoṉ meṉ sharík hokar mírás páeṉ.

Zabúr 119

18Merí áṉkheṉ khol de,

Táki maiṉ terí sharí‘at ke ‘ajáib dekhúṉ.

Ifisíoṉ 1

: 18aur tumháre dil kí áṉkheṉ raushan ho jáeṉ, táki tum ko maʻlúm ho, ki us ke buláne se kaisí kuchh ummed hai, aur us kí mírás ke jalál kí daulat muqaddasoṉ meṉ kaisí kuchh hai;

 

 

Amsál 20

: 12Sunnewále kán aur dekhnewálí áṉkh,

Donoṉ ko Ḳhudáwand ne banáyá hai.

Yarmiyáh 17

:  10Maiṉ Ḳhudáwand dil o dimág̣ ko jáṉchtá aur ázmátá húṉ, táki har ek ádmí ko us kí chál ke muwáfiq aur us ke kámoṉ ke phal ke mutábiq badla dúṉ.

Amsál 4

: 23Apne dil kí ḳhúb hifázat kar;

Kyúṉki zindagí ká sarchashma wuhí hai.

Galatíoṉ 6

: kyúṉki ádmí jo kuchh botá hai, wuhí káṭegá. 8Jo koi apne jism ke liye botá hai, wuh jism se halákat kí fasl káṭegá; aur jo Rúh ke liye botá hai, wuh Rúh se hamesha kí zindagí kí fasl káṭegá.

Kyúṉki jo jismání haiṉ, wuh jismání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ; lekin jo rúhání haiṉ, wuh rúhání bátoṉ ke ḳhayál meṉ rahte haiṉ.

Romíoṉ 8

: . 6Aur jismání níyat maut hai; magar rúhání níyat zindagí aur itmínán hai:

🧪 2. Adrenaline aur Cortisol hormone release hote hain

Yeh do hormones gusse ke waqt sabse zyada release hote hain:

Adrenaline

·         Ye “emergency hormone” hota hai.

·         Heartbeat tez karta hai, muscles ko tayar karta hai — jaise kisi ladayi ke liye.

Cortisol

·         Isse stress hormone bhi kehte hain.

·         Ye body ko alert, tense aur aggressive bana deta hai.

➡ Result:

·         Saans tez ho jaati hai

·         Khoon tez ghoomta hai

·         Dimag mein confusion ya hyper focus ho jaata hai

·         Boli zyada tej, kadvi ya galat ho jaati hai

·         Zubaan par control kam ho jaata hai

🧬 3. Brain ka frontal lobe slow ho jaata hai

·         Frontal lobe decision making aur self-control ka center hota hai.

·         Gusse mein ye kaam dhang se nahi karta — isliye aadmi soch samajh ke nahi bolta.

·         Is wajah se log baad mein afsos karte hain: “Maine gusse mein keh diya...”

💥 Nateeja:

Jab insaan gusse mein ya nafrat se bhara bolta hai:

·         To uski body ladaai ki position mein aa jaati hai

·         Zehar jaise chemicals nikalte hain (stress hormones)

·         Aur roohani taur par bhi paap nikalta hai — kyunki zabaan se maut ya zindagi nikalti hai.

📖 Bible kya kehti hai?

"Naram jawab gusse ko thanda karta hai,Neeti Vachan (Proverbs) 15:1

✅ Conclusion (Saar):

·         Gussa sirf ek emotion nahi, poori body aur dimag mein zehrila chemical reaction hota hai.

·         Buri baatein bolne se khud ka bhi nuksaan hota hai aur dusron ka bhi.

·         Roohani taur par bhi yeh paap hai — Khuda chahata hai hum shant, dhairy aur prem se bhare shabd bolen.

 

Yaʻqúb 3

:   5Isí tarah zabán bhí ek chhoṭá sá ʻuzw hai, aur baṛí sheḳhí mártí hai. Dekho, thoṛí sí ág se kitne baṛe jangal meṉ ág lag játí hai. 6Zabán bhí ek ág hai; zabán hamáre aʻzá meṉ sharárat ká ek ʻálam hai, aur sáre jism ko dág lagátí hai, aur dáira e dunyá ko ág lagá detí hai, aur jahannam kí ág se jaltí rahtí hai. 7Kyúṉki har qism ke chaupáe, aur parand, aur kíṛe makauṛe, aur daryáí jánwar to insán ke qábú meṉ á sakte haiṉ, aur áe bhí haiṉ: 8magar zabán ko koí ádmí qábú meṉ nahíṉ kar saktá; wuh ek balá hai, jo kabhí ruktí hí nahíṉ; zahr i qátil se bharí húí hai. 9Isí se ham Ḳhudáwand aur Báp kí hamd karte haiṉ; aur isí se ádmíoṉ ko, jo Ḳhudá kí súrat par paidá húe haiṉ, badduʻá dete haiṉ. 10Ek hí muṉh se mubárakbád aur badduʻá nikaltí hai.

Amsál 15

: 28Sádiq ká dil sochkar jawáb detá hai:

Par sharíroṉ ká muṉh burí báteṉ ugaltá hai.

 

1 Patras 3

: 10Chunáṉchi

Jo koí zindagí se ḳhush honá,

Aur achchhe din dekhná cháhe,

Wuh zabán ko badí se,

Aur hoṉṭhoṉ ko makr kí bát kahne se báz rakkhe:

Amsál 10

: 19Kalám kí kasrat ḳhatá se ḳhálí nahíṉ:

Lekin hoṉṭhoṉ ko qábú meṉ rakhnewálá dáná hai.

20Sádiq kí zabán ḳhális chándí hai:

Sharíroṉ ke dil beqadr haiṉ.

21Sádiq ke hoṉṭh bahutoṉ ko g̣izá pahuṉcháte haiṉ;

Lekin ahmaq be‘aqlí se marte haiṉ.

Amsál 15

1Narm jawáb qahr ko dúr kar detá hai:

Par karaḳht báteṉ g̣azabangez haiṉ.

2Dánáoṉ kí zabán ‘ilm ká durust bayán kartí hai:

Par ahmaqoṉ ká muṉh hamáqat ugaltá hai.

Amsál 15

1Narm jawáb qahr ko dúr kar detá hai:

Par karaḳht báteṉ g̣azabangez haiṉ.

2Dánáoṉ kí zabán ‘ilm ká durust bayán kartí hai:

Par ahmaqoṉ ká muṉh hamáqat ugaltá hai.

9और यहोवा परमेश्‍वर ने, वाटिका के बीच में जीवन के वृक्ष को लगाया।

Amsál 18

: 21Maut aur zindagí zabán ke qábú meṉ haiṉ,

Aur jo use dost rakhte haiṉ us ká phal kháte haiṉ.

 

नीतिवचन 15

: 4शान्ति देनेवाली बात जीवन–वृक्ष है,

परन्तु उलट फेर की बात से आत्मा

दु:खित होती है।

यूहन्ना 6

: 63आत्मा तो जीवनदायक है,

 

जो बातें मैं ने तुम से कही हैं वे आत्मा हैं, और जीवन भी हैं। '

 

यूहन्ना 6:63

Romíoṉ 8

“ 6Aur jismání níyat maut hai; magar rúhání níyat zindagí aur itmínán hai:

1 Kurinthíoṉ 2

: 3Aur ham ín bátoṉ ko un alfáz meṉ nahíṉ bayán karte, jo insání hikmat ne ham ko sikháe hoṉ, balki un alfáz meṉ, jo Rúh ne sikháe haiṉ; aur rúhání bátoṉ ká rúhání bátoṉ se muqábala karte haiṉ.

1 Kurinthíoṉ 12

: 3Pas maiṉ tumheṉ jatátá húṉ, ki jo koí Ḳhudá kí Rúh kí hidáyat se boltá hai, wuh nahíṉ kahtá, ki Yisúʻ malʻún hai; aur na koí Rúhuʼl Quds ke bagair kah saktá hai, ki Yisúʻ Ḳhudáwand hai.

Matí 10

: 20Kyúṉki bolnewále tum nahíṉ, balki tumháre Báp kí Rúh hai jo tum meṉ boltí hai.

1 Yúhanná 5

: 12Jis ke pás Beṭá hai, us ke pás zindagí hai; aur jis ke pás Ḳhudá ká Beṭá nahíṉ, us ke pás zindagí bhí nahíṉ.

 

Aiyúb 2

: 7Tab Shaitán Ḳhudáwand ke sámne se chalá gayá, aur Aiyúb ko talwe se cháṉd tak dardnák phoṛoṉ se dukh diyá. 8Aur wuh apne ko khujláne ke liye ek ṭhíkrá lekar rákh par baiṭh gayá. 9Tab us kí bíwí us se kahne lagí, ki Kyá tú ab bhí apní rástí par qáim rahegá? Ḳhudá kí takfír kar aur mar já. 10Par us ne us se kahá, ki Tú nádán ‘auratoṉ ki sí báteṉ kartí hai. Kyá ham Ḳhudá ke háth se sukh páeṉ aur dukh na páeṉ? In sab bátoṉ meṉ Aiyúb ne apne laboṉ se ḳhatá na kí.

Gintí 11

1Phir wuh log kuṛkuṛáne aur Ḳhudáwand ke sunte burá kahne lage: chunáṉchi Ḳhudáwand ne suná, aur us ká g̣azab bhaṛká, aur Ḳhudáwand kí ág un ke darmiyán jal uṭhí, aur lashkargáh ko ek kanáre se bhasam karne lagí. 2Tab logoṉ ne Músá se faryád kí; aur Músá ne Ḳhudáwand se du‘á máṉgí, to ág bujh gayí. 3Aur us jagah ká nám Tab‘erah paṛá, kyúṉki Ḳhudáwand kí ág un meṉ jal uṭhí thí.

 

Gintí 21

: 4Phir unhoṉ ne koh i Hor se rawána hokar, bahr i Qulzum ká rásta liyá, táki mulk i Adom ke báhar báhar ghúmkar jáeṉ: lekin un logoṉ kí ján us ráste se ‘ájiz á gayí. 5Aur log Ḳhudá kí aur Músá kí shikáyat karke kahne lage, ki Tum kyúṉ ham ko Misr se biyábán meṉ marne ke liye le áe? yaháṉ to na roṭí hai, na pání; aur hamárá jí is nikammí ḳhurák se karáhiyat kartá hai. 6Tab Ḳhudáwand ne un logoṉ meṉ jalánewále sáṉp bheje; unhoṉ ne logoṉ ko káṭá, aur bahut se Isráílí mar gaye.

tumhárí shikáyat karnewálá to hai, yaʻní Músá, jis par tum ne ummed lagá rakkhí hai. '

 

Yúhanná 5:45

Ifisíoṉ 4

:29Koí gandí bát tumháre muṉh se na nikle, balki wuhí jo zarúrat ke muwáfiq taraqqí ke liye achchhí ho, táki us se sunnewáloṉ par fazl ho. 30Aur Ḳhudá kí pák Rúh ko ranjída na karo, jis se tum par maḳhlasí ke din ke liye muhr húí. 31Har tarah kí talḳhmizájí, aur qahr, aur gussa, aur shor o gul, aur badgoí, har qism kí badḳhwáhí samet, tum se dúr kí jáeṉ: 32aur ek dúsre par mihrbán, aur narmdil ho, aur jis tarah Ḳhudá ne Masíh meṉ tumháre qusúr muʻáf kiye haiṉ, tum bhí ek dúsre ke qusúr muʻáf karo.

'Ai bháiyo, ek dúsre kí shikáyat na karo, táki tum sazá na páo: dekho, munsif darwáze par khaṛá hai. '

 

Yaʻqúb 5:9

Amsál 6

: 16Chha chízeṉ haiṉ jin se Ḳhudáwand ko nafrat hai;

Balki sát haiṉ jin se use karáhiyat hai:

17Úṉchí áṉkheṉ, jhúṭhí zabán,

Begunáh ká ḳhún bahánewále háth;

18Bure mansúbe báṉdhnewálá dil,

Sharárat ke liye tezrau páṉw;

19Jhúṭhá gawáh jo darog̣goí kartá hai,

Aur wuh jo bháiyoṉ meṉ nifáq ḍáltá hai.

 

1 Kurinthíoṉ 10

: 10Aur tum buṛbuṛáo nahíṉ, yani shikáyat  mat karo

jis tarah un meṉ se baʻz buṛbuṛáe, aur halák karnewále se halák húe. 11Yih báteṉ un par ʻibrat ke liye wáqiʻ húíṉ, aur ham áḳhirí zamánewáloṉ kí nasíhat ke wáste likhí gayíṉ.

 

 

Filippíoṉ 2

: 14Sab kám shikáyat aur takrár bagair kiyá karo; 15táki tum beʻaib aur bhole hokar, ṭeṛhe aur kajrau logoṉ meṉ Ḳhudá ke benuqs farzand bane raho, (jin ke darmiyán tum dunyá meṉ chirágoṉ kí tarah dikháí dete ho, 16aur zindagí ká kalám pesh karte ho,) táki Masíh ke din mujhe faḳhr ho, ki na merí dauṛ dhúp befáida húí, na merí mihnat akárath gayí.

Kulussíoṉ 4

: 6Tumhárá kalám hamesha aisá purfazl aur namkín ho, ki tumheṉ har shaḳhs ko munásib jawáb dená á jáe.

 

 
 
 

Comentários


© 2023 by Daniel Lunsford. Proudly created with Wix.com

bottom of page