top of page
  • Twitter
  • YouTube
  • Instagram

ज्वालामय तलवार hindi urdu bible podcast

shu‘lazan talwár

RUH KI TALWAR KHUDA KA KALAM HAI

KALAM I KHUDA HAI MASIH YISU

Paidáish 3

:  aur bág i ‘Adan ke mashriq kí taraf karúbíoṉ ko aur chaugird ghúmnewálí shu‘lazan talwár ko rakkhá, ki wuh zindagí ke daraḳht kí ráh kí hifázat kareṉ.

Yarmiyáh 23

: 29Kyá merá kalám ág kí mánind nahíṉ hai? Ḳhudáwand farmátá hai; 

 

 

Yúhanná 1

1Ibtidá meṉ Kalám thá, aur Kalám Ḳhudá ke sáth thá, aur Kalám Ḳhudá thá. 2Yihí ibtidá meṉ Ḳhudá ke sáth thá.

Aur Kalám mujassam húá, aur fazl aur sachcháí se maʻmúr hokar hamáre darmiyán rahá, aur ham ne us ká aisá jalál dekhá, jaisá Báp ke iklaute ká jalál.

 

 

Apne dil kí ḳhúb hifázat kar; Kyúṉki zindagí ká sarchashma wuhí hai.

Yúhanná 14

:  6Yisúʻ ne us se kahá, ki Ráh, aur Haqq, aur Zindagí maiṉ húṉ; koí mere wasíle ke bagair Báp ke pás nahíṉ átá.

 

Yúhanná 1

: 4Us meṉ zindagí thí; aur wuh zindagí ádmíoṉ ká núr thá.

 

 

Yúhanná 5

:  39Tum kitáb i muqaddas meṉ ḍhúṉḍhte ho; kyúṉki samajhte ho ki us meṉ hamesha kí zindagí tumheṉ miltí hai; aur yih wuh hai, jo merí gawáhí deti hai; 40phir bhí tum zindagí páne ke liye mere pás áná nahíṉ cháhte

 

'4Us meṉ zindagí thí; aur wuh zindagí ádmíoṉ ká núr thá. 'Yúhanná 1:4

 Mukáshafa 19

: 13Aur wuh ḳhún kí chhíṛkí húí poshák pahine húe hai: aur us ká nám Kalám i Ḳhudá kahlátá hai. 1

FAZL OR SACHCHAI MASIH YESHUA KI MARIFAT PAUHCNHI

Matí 10

: 34Yih na samjho, ki maiṉ zamín par sulh karáne áyá; sulh karáne nahíṉ, balki talwár chalwáne áyá húṉ. 

 

 

 

 HAI KHUDA RUH L QUDS KE WASILE KALAM

KAUNSA SA ZINDGHI KA KALAM

SACHCHAI KA KALAM FAZL KA KALAM

प्रकाशितवाक्य 5

: क्योंकि तूने वध होकर अपने लहू से

हर एक कुल और भाषा और लोग और

जाति में से

परमेश्‍वर के लिये लोगों को मोल लिया है,

10और उन्हें हमारे परमेश्‍वर के लिये एक

राज्य और याजक बनाया;

और वे पृथ्वी पर राज्य करते हैं।”

'16to Yúhanná ne un sab se jawáb meṉ kahá; Maiṉ to tumheṉ pání se baptisma detá húṉ, magar jo mujh se zoráwar hai, wuh ánewálá hai; maiṉ us kí jútí ká tasma kholne ke láiq nahíṉ; wuh tumheṉ Rúhuʼl Quds aur ág se baptisma degá. 'Lúqá 3:16https://www.bible.com/bible/1553/LUK.3.16.URDR55

 

Aʻmál 2

1Jab ʻÍd i Pintekust ká din áyá, to wuh sab ek jagah jamaʻ the; 2ki yakáyak ásmán se aisí áwáz áí, jaise zor kí áṉdhí ká sannáṭá hotá hai, aur us se sárá ghar jaháṉ wuh baiṭhe the, gúṉj gayá. 3Aur unheṉ ág ke shuʻle kí sí phaṭtí húí zabáneṉ dikháí díṉ; aur un meṉ se har ek par á ṭhahríṉ. 4Aur wuh sab Rúhuʼl Quds se bhar gaye, aur gair zabáneṉ bolne lage, jis tarah Rúh ne unheṉ bolne kí táqat baḳhshí.

 

 

Romíoṉ 10

 

ki Kalám tere nazdík hai, balki tere muṉh aur tere dil meṉ hai: yih wuhí ímán ká kalám hai, jis kí ham manádí karte haiṉ; 9ki agar tú apní zabán se Yisúʻ ke Ḳhudáwand hone ká iqrár kare, aur apne dil se ímán láe, ki Ḳhudá ne use murdoṉ meṉ se jiláyá, to naját páegá.

 

Ifisíoṉ 6

: Rúh kí talwár, jo Ḳhudá ká kalám hai, le lo;

'12Kyúṉki Ḳhudá ká kalám zinda aur muassir, aur har ek dodhárí talwár se ziyáda tez hai, aur ján aur rúh, aur band band, aur gúde gúde ko judá karke guzar játá hai, aur dil ke ḳhayáloṉ aur irádoṉ ko jáṉchtá hai. 'ʻIbrá Níoṉ 4:12'26Lekin Madadgár, yaʻní Rúhuʼl Quds, jise Báp mere nám se bhejegá, wuhí tumheṉ sab báteṉ sikháegá, aur jo kuchh maiṉ ne tum se kahá hai, wuh sab tumheṉ yád diláegá. 'Yúhanná 14:26

 

 

·  नया नियम बताता है कि यह जीवन यीशु मसीह में मिलता है 

·  इसलिए बहुत से लोग आत्मिक रूप से कहते हैं कि यीशु ही जीवन का स्रोत हैं

 

 
 
 

Comments


© 2023 by Daniel Lunsford. Proudly created with Wix.com

bottom of page